Best Neend Poetry in Urdu SMS

If You were looking for Best Neend Poetry, so you can express your feelings toward your loved one by sharing neend poetry in urdu on whastapp or as a text message. Then we are sharing some of the best neend poetry images and sms for you.

Download Neend Urdu Poetry Images

Download Neend Urdu Poetry Images
Download Neend Urdu Poetry Images
Neend Poetry Pics
Neend Poetry Pics
Neend Poetry in Urdu
Neend Poetry 2 Lines
Neend Poetry Sad

Mujhe neend ki ejazat bhi unki yadon se leni parti hai
jo khud to so jate hain mujhe apni yadon mein chor kar.

Neend Poetry Pics
Uss Shaks Se Bus Itna Sa Taluq Hai,
Woh Pareshan Ho Toh Humein Neend Nahi Aati

Maine To Halki Si Dastak Sey Pukara Tha Ussay,
Shehr Sara Neend Sey Bedaar Kaise Ho Gaya..!!

Wo bachpane ki neend to ab khawab ho gai,
Kia umer thi k raat hoi aur so gae

Neend Poetry in Urdu
Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai
Kuch tanha par kuch khaas guzri hai
Na neend aai na khawaab koi
Bas aap k khayalon k saath guzri hai♡

Jal rahe hain hum kisi ki yaad me iss Tarhaa se
Neend to aa rahi he magar dil Sonaa nahi chahte

Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad
Aaj phir se Wo Bewafa Ho Gaye Shayad
Jab Neend Khuli To Palko Mein tha Paani
Mere Khawab Mujh Pe Hi Roo Gaye Shayad

Neend Poetry Sad
Aaj Kaise Wo So Gya Humse Mehfil-e- Guftagu Kiye Begair,
Jo Kehte The Teri Baton Mein neend Se Bhi Zyaada Sukoon Milta He…..

Wo jisay Neend kaha kartay Hain Sab Chain ki Neend,
Tumharay Bad kabhi Aankh Maen Utre Hi Nhi,

Tumhari Deed Ko Meri Tarasti Reh Gai Aankhen
Shab-e-Hijraan Na Chain Aya, Na Neend Ayi, Na Tum Aye…

Neend Poetry 2 Lines


Talaash e Yar Mein Main Ne
Bht Sadiyaan Guzari Hain,
Mgr jab se Usey Daikha
Na Neend Aaye Na Chain Aaya,

Tum neend ho tu so kr guzaren gy ab hayat
Tm raat ho tu kisko subha ki talab

Teri Rah Par Bicha Kar Aankhein Ham
Neend Ka Ghar Ujar Bethe Hain